September 17, 2014
0


Best Pyar Sms in Hindi



Kyu tujhiko dekhna chahti h meri aankhe

Kyu khamoshiya krti hai bs teri baatein,
Kyu itna chahane laga hoon tujhko main
Ki taare ginte huye kat-ti hai meri raatein
Tu hi kuchh bata de kya main karu inka
Hr pal jo mujhe tadpaati hai teri yaadein.

Pyaar karo toh dhokha mat dena,
Pyar ko aansu ka tohfa mat dena
Dil se roye koi tumhe yaad kar ke
Aisa kabhi kisi ko moka mat dena

0 comments:

Post a Comment