July 08, 2015
0
Bewafa Shayari, Bewafa Sms, Bewafa Quotes, 


Aaj Baat karne se bhi parhaiz hai unko,
Kabhi Agoosh ke humare talabgaar the wo....

Na pooch mere sabar ki inteha kaha tak hai,
Tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,
Wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
Hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai....

Jise chaha kaash woh humara hota,
Khwaish ka bhi koi kinara hota,
Ye soch kar maine usko roka nahi,
Door hi kyo jata agr wo hmara hota

0 comments:

Post a Comment