August 02, 2015
0
Sad Love Breakup Lines Status in Hindi


Wo aai meri mazar par mehboob k sath, kaun kahta hai marne k baad Jalaya nahin jata.

 Bahut bheed hai is mohabbat k shahar main, ek baar jo bichhada dobara nahin milta. 

 Roz sochtaa hun tumhe bhul jau, roz yahi baat bhul jata hun.

 Meri khamoshi mere andar chipe dard ka dusra naam hai.

 Apnaane k liye hazaar khubiya b kam hain, chhodne k liye ek kami hi kaafi hai.

0 comments:

Post a Comment