October 18, 2015
0
Hindi Heart Break Messages / Shayariya

Aaj ke mausam ke badalte mijaaz pe mera kuch u kehna hai ke:
Tabdeeli jab bhi aati hai mausam ki adaao mein,
kisi ka yu hi badal jana bahut yaad aata hai.

Sachche pyar mein nikle aansu aur
rote hue bache ke aansu ek saman hote hai,
Kyun ki dono ko pata to hai ki dard kya hai
par kisi ko bata nahi sakte.

0 comments:

Post a Comment