October 01, 2015
0
Long Distance Shayari Sms in Hindi

Na wo aa sake, na hum kabhi ja sake,
Na dard dil ka kisi ko suna sake,
Bus khamosh baithe hain unki yaado me,
Na usne yaad kiya na hum use bhula sake.


Bohut gehra hai tu jaise samander
Main derya hon sama le muj ko ander
Kisi shab a k abad ker is ko
Bara veeran hai is dil ka mander

0 comments:

Post a Comment