Kagaz ki kashti thi nadi ka kinara tha
Khelne ki masti thi dil yeh awara tha
Kahan aa gaye is samajhdaari ki daldal mein
Woh nadaan bachpan bhi kitna pyara tha!
Jab lage paisa kamaane to samajh aaya
Shauk to maa-baap ke paison se poore hote the,
Apne paison se to sirf zarooratein poori hoti hain.
Ek ghadi khareed kar haath mein kya baandh li
Waqt peechhe hi pad gaya mere..!!
Socha tha ghar bana kar baithoonga sukoon se
Par ghar ki zarooraton ne musaafir hi bana dala.
Sukoon ki baat mat kar aye Ghalib
Bachpan waala "itvaar" ab nahi aata.
Bachpan Whatsapp Status and Facebook Bachpan Status Updates
bachchon ke chhoTe hathon ko chand sitare chhune do
chaar kitaben paDh kar wo bhi hum jaise ho jaen...
bachpan men hum hi the ya tha aur koi
wahshat si hone lagti hai yaadon se...
Daulat se mohabbat to nahin thi mujhe lekin
bachchon ne khilaunon ki taraf dekh liya hai...
Duniya jise kahte hain jadu ka khilauna hai
mil jae to miTTi hai kho jae to sona hai...
Ghar se masjid hai bahut dur chalo yun kar len
kisi rote hue bachche ko hansaya jae...

0 comments:
Post a Comment