June 12, 2016
0
Aajeeb shaam khadi hai kahin se aajao
Badi uddas ghari hai kahin se aajao
Kisi se milna so milte hi phir bichhad jana
Saza yeh itni badi hai kahin se aajao
Zamana jis ko samajhta hai motiyon ki chamak
Woh aasoon ki ladi hai kahin se aajao
Aasoon Bhari Zindagi Shayari SMS Bewafa
Aasoon Bhari Zindagi Shayari SMS Bewafa













Shikari ne parinde ko maar diya
Parinda zameen pe tadapta raha
Ehsaas hota hai kya tadapne ka
Yeh shikari ko mehsoos tab hua
Aakar sher ne jab shikari ko maar diya

0 comments:

Post a Comment