हम तो बेज़ान चीज़ों से भी वफ़ा करते हैं, तुझमे तो फिर भी मेरी जान बसी है..
Hum to bejana chijo se bhi wafa karte hai, tujme to phir bhi meri jaan basi hai..
Hum to bejana chijo se bhi wafa karte hai, tujme to phir bhi meri jaan basi hai..
कितने अजीब होते है ये मोहब्बत के रिवाज लोग आपसे "तुम", तुम से "जान" और जान से "अंजान" बन जाते है..
Kitne ajib hote hai ye mohabbat ke rivaj log aapse tum, tum se jaan aur jaan se anjaan ban jate hai.
ना जाने क्यों वो फिर भी इतना प्यार करती है आज भी मुझसे, 'मैंने तो कभी माँ को गुलाब का फूल नहीं दिया..
Na jane vo phir bhi itna pyaar karti hai aaj bhi mujhse, maine to kabhi ma ko gulaab ka phool nahi diya..
0 comments:
Post a Comment